Rasam | Short Film | Beena Chaudhary – Yasir Alam – Faiza Gillani | Geo Films



Writer : Wajiha Saher Director : Ali Akbar Cast: Beena Chaudary Faiza Gillani Anoshay Rizvi Yasir Alam Wasif Nafeesa …

source

Reviews

0 %

User Score

0 ratings
Rate This

Sharing

Leave a reply to @ZainabFathima-s8l Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

49 Comments

  1. Main corona se pehle apni husband ki kamai ka bohut ghamand karti thi lekin uske baad se jo hua abhi hum dono ko kamane parte hai bachho ke।liye , tab se sabak mil gaya kabhi ghamand nahi karti hu ।

  2. Is stori me writer saab or funkaaron ny apni koshish to ki hi hy yani bhalaaie or bhalaaie ki jaanib hi.

    Mashaa.Allah

    Or ic qisam ki kosheshen behtareen hi hoti hn.

    Q.k in show,s ko hr qisam k zehn waaly b or ak aalam hi dekh or sun rhy hoty hn.

    To jb writer.saab b or funkaaron sy b kuch kitaabi kaam krwaty rhn gay to unki b itni mushkelaat to zayaa na jaien gi . Yani funkaaron ki mushkelaat seh seh kr funkaari krnaa hi.

  3. Rasm sirf Seerath Nabi S Rahmath Lil aalameen sa, shoukath Nabi S. Mustafa Qarina arrival ke liye, wasila Alf mujaddi ke liye hi banaee gae, kaba me Renovation new Millenium 40yrs talim tarbiyath complete karane ke pahle post Amiraa bana diye gae the 2014 me rabb e kaba ki taraf se, ummath e mohammad sa Mustafa me kisi ek insani hayath ne rabb aalameen ki hidayeth ko accept na kiye, na unka koi rasm kiya gaya Quadri, chishti, soharwardi rifaee salasil ki taraf se Hyderabad me 10yrs guzar gae, aap apni duty jari kiye hue hai itaath hukum rabb e Mustafa me. Jab ke melad me har saal naara buland kiya jata. Awaam naas to apni marzi ke quda hai, unhe Deen ki ambiyia ke sunnath Seerath se kiya wasta, apni apni family ki qhawahish poori karne me qharch karna hai, qair ambiyia Aulia hi ke liye rasm banae gae, public rasm apni marital life me shamil karte hai to unpe saqti hoti hai itni ke wo bardasht nahi kar pate. Awaam naas nikah walima tak limited kar le to nikah me barkath qair o qubi. Rishtedar ka haq. 📩

  4. shadi sirf mard or aurat main nahi hoti balke aurat or mard aik dusre k ghar walon ki izzat dono ko karni chaheay mard ki maa ko aurat apni maa samjhe uski izzat kare uska khayal rakhe tou mard bhi uske ghar walon ki izzat karega